Hello world,
Mai vapas aa gya hu aap sabhi ke liye fitness ki tips lekar.
Aaj mai btaunga ki new people jo bhi log naya naya gym start karte hai vo kis trha se exercise perform kre. Let's start
1.wormup
2.stretching
3.low weight
4.medium reps
Sabse phele aapko wormup and stretching karna hai dosto kyoki wormup or stretching karne se aapki muscel activate ho jayegi or aapke injuries ke chance kam ho jayenge.
Jo bhi log new join hote hai vo log is baat ka dhyam jarur rakhe ki aapko first day jayda weight nhi lgana hai or aapko reps bhi medium rakhne hai agar aap jyda kar lenge to aapki muscel next morning pain degi.
Wait for next blog....
Thank you...

Hi
ReplyDelete